Wednesday 19 December 2012

Suno Larki Abi Tum Ishq Mat Karna

Abi tum ishq mat karna 
abi guria se khelo tum
tumhari umar hi kya hai
fakat 17 bars ki ho
abi masoom bachi ho
nahi maloom abi tum ko
k jan ye ishq hota hai
to insaan kitna rota hai

0 comments:

Post a Comment