This is default featured slide 1 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

This is default featured slide 2 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

This is default featured slide 3 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

This is default featured slide 4 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

This is default featured slide 5 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

Wednesday 26 December 2012

Amazing Have You Ever Seen 3 Suns At The Same Time?


Sallu Bhai is Celebrating his 47th Birthday

Bollywood top most actor Sulman Khan is celebrating his 47th birthday today. He was born in 1965 in Madhia Pardesh. He starts his Bollywood carrier in 1988 with movie " Beevi Ho to Aesi". He produced Hit movies like Sajan, Hum aap k hain Kon, hum dil de chuky sanam, Tere Naam, partner, wanted, Ready Body Guard and Dabang .

Friday 21 December 2012

Yaden By Amjad Islam Amjad


Saath to Ajnabi b Chalty Hain Amjad Islam Amjad


Chehry Pe Mere Zulaf ko Phelao Kisi Din By Amjad Islam Amjad


Payas aur Pani By Amjad Islam Amjad


Ambri Great Poetry of Anwar Masood


Thursday 20 December 2012

Indian Prime Minister on Job


Bollywood Actress Shilpa sheti Live Kissing


Wo Koi Aur Nahi Tha

Wo Koi Aur Nahi Tha, Chand Khushak Patty Thy
Shajar Se Toot K Jo Fasl-e-Gul Pe Roy Thy

Wednesday 19 December 2012

Funny Pix



Funny Pix Gallery
 

Akas By Ahmed Nadeem Qasmi


Zarry Zarry me Tera Akas Nazar Ata hai
Rasta Dekhty Rehna b ab Asan na Raha

Suno Larki Abi Tum Ishq Mat Karna

Abi tum ishq mat karna 
abi guria se khelo tum
tumhari umar hi kya hai
fakat 17 bars ki ho
abi masoom bachi ho
nahi maloom abi tum ko
k jan ye ishq hota hai
to insaan kitna rota hai

Tuesday 18 December 2012

Zindagi ka Kissa by Roqia Ghazal

Main, Meri Tanhai aur mere Khawab

Ghazal By Roqia Ghazal

Jis Roz se hum tum se mojazoob ho gay hain
Bandy tumhary hum se margoob ho gay hain

Dikhai Kuch Nahi Deta By Roqia Ghazal

Dikhai Kuch Nahi Deta
Sunai Kuch Nahi Deta

Mujhy Khof ata hai by Roqia Ghazal

Ehsas se ari dilo se 
khoon se luthry jismo se
masoom kalion ko nochty bherion se
zuban latkaty ghoomty shakarion se 
mujhy ab khof ata hai

Dil Raat Main Har Pal Hi tujhy Sochti kiu Hon

Dil Raat Main Har Pal Hi tujhy Sochti kiu Hon
Sapnon Khayalon main tujhy khojti kiu hon

Main Janti hon mere naseebon me nahi tu
Phir naam hatheli pe tera khodti kiu hon

Monday 17 December 2012

Barsaat


Dhoop k roop me barsaath b ho sakti thi
Subah k dhoky me siah raat b ho sakti thi

Mohabat Chup Nahi Rehti

Wo Kehti hai k khushion me tum to rony lagty ho
me kehta hon meri ankhon ko sawan acha lagta hai

Ye Jo Kurbaton Ka Khumar Hai

Mere Ajnabi Mere Ashna

Aesa Kabi na karna

Tum rooth jao mujh se aesa kabi na karna
Me ek nazar ko tarson aesa kabi na karna
Me poosh poosh haron so so swal kar k
Tum kuch jwab na do aesa kabi na karna
Mujh se hi mil k hasna mujh se hi mil k rona
Mujh se bichar k jee lo aesa kabi na karna
Tum chand bn k rehna me dekhta rahon ga
Kisi roz tum na niklo aesa kabi na karna
Tum chaly jao jab b dekhon tumhara rasta
Tum lot k na ao aesa kabi na karna

Kahin Mily To Usy Kehna

Kahin mily to usy kehna
Faseel-e-Nafrat gira rahi hon
Gay dino ko bhula rahi hon
Wo apny wady se phir gya hai
Main apny wady nibha rahi hon
Kahin mily to usy kehna
Na dil me koi malal rakhy
Hamesha apna khayal rakhy
Wo apny sary gam mujh ko de de
Tmam Khushian Sambhaal Rakhy

Saturday 15 December 2012

Dosti By Ahmed Faraz

Dost Ban Kr Bhi Nahi Saath Nibhany Wala
Wohi Andaz hai Zalim ka Zmany Wala
Ab Usy Log Samjhty Hain Griftar Mera
Sakhat Nadam Hai Mujhy Daam Me Lany Wala
Kya Kahen Kitny Mrasim Thy Hmary Us Se
Wo Jo Ek Shakhas Hai Mu Pher K Jany Wala
Tere Hoty Hoy A Jati Thi Sari Dunia
Aaj Tanha Hon to Koi Nahi Hai Any Wala
Muntazir Kisi ka Hon Tooti Hoi Dehleez Pe Main
Kon Aye Ga Yahan Kon hai Any Wala
tum Takalum ko b Ikhlaas Samjhty Ho Faraz
Dost Hota Nahi hr Haath Milany Wala

Mousam By Ahmed Faraz

Us se Milny ko Kabi Hum Jo Machal Jaty Hain
To Khayalon Main Bohat Door Nikal Jaty Hain

Khawaab by Ahmed Fraz

Khawab Marty Nahi
Khawab Dil Hain N Ankhen na Sansen k Jo
Reza Reza Hoye To Bikhar Jaen gy

Friday 14 December 2012

Laot Ao

Ghar wapis jab ao gy tum

Judai

Bichrny aur judai me zra sa fark hota hai
Juda ho kar kisi se phir kabi koi nai Milta

Saheli Khabar nahi kuch me Kahan hon

Saheli khabar nahi kuch me kahan hon
me hera k moti nahan hon ayan hon

Anchal

Anchal teri yadon ka bhigo diti hai barish
sochon pe jami gard ko dho deti hai barish

Thursday 13 December 2012

Zalim December

Thithrti hoi Shab Siah aur wo b taweel tar
Mohsin hijar k maron pe kayamat hai December

December Jab b Ata Hai

December Jab b ata hai 
wo pagli phir se beety mosam ki talkhion ko yaad karti hai

Abi To Ishq Me Aesa B Haal Hota Hai

Abi To Ishq Me Aesa B Haal Hota Hai
K Ashq Rokna Tum Se Mohaal Hota Hai

Sard Mosmon ki barish


Aj December ki Pehli Barish Thi

Monday 10 December 2012

Funny Pix Comments Plz

 Janoo ki birthday hai aaj :P


 Pardy me Rehny do parda na uthao
 Jis ne meri moonch ka mzaak uraya us ka network band

 Kasur se election laron ga yahan bachpan me Sabzi becha karta tha
 Asif Zardari Part time job karty hoy
Jab Tak hai Jaan

Ansooo

Ansoun ko bohat samjhaya k tanhai me aya na karo
Mehfil me hmara mzaak uraya na karo
Us par Ansoo tarp k boly
Inty logon me b aap ko tanha paty hain
Is lie tumhara saath dene chaly aty hain

Hijar ka tara doop chala dhalny lagi hai raat Wasi


Tanhai

Be kran tanhaiaon ka silsla reh jay ga
Tere mere darmain bs ek khaka reh jay ga

Aks reh jaen gy sary dhoob k selab main
Aur koi panion me jhankna reh jay ga

Mujh ko mere hamsafar aesa safar darpesh hai
Rasta kat b jay ga to Fasala reh jay ga

Log so jaen gy khamoshi ki chadar aorh kr
Chand soony angno me jagta reh jay ga

Jo kabi us ne parhen thin mujh se Nasir mang kr
Naam mera un kitabon me likha reh jay ga

Saturday 8 December 2012

Azadi

Kisi ne kaid kr dala parindy ki trah hum ko
Hmary dil me azadi ki chahat raqas karti hai

Friday 7 December 2012

Suno aesa nahi karty safar tanha nahi karty

Suno aesa nahi karty safar tanha nahi karty
Jisy shifaaf rakhna ho usy mela nahi karty

Teri ankhen ajazat den to hum kya nahi karty
Bohat ujry hoy ghar par bohat socha nahi karty

Safar jis ka mukadar ho usy roka nahi karty
Jo mil k kho jay usy ruswa nahi karty

Chalo tum raaz ho apna tumhen afshan nahi karty
Ye par kesy hain kahin saya nahi karty

Kabi hasny se darty ho kabi roya nahi karty
Jo dhun ho kr guzrny ki to phir socha nahi karty

Teri ankhon ko pharty hain tujhy dekha nahi karty
Sehar se poosh lo Mohsin hum soya nahi karty


Nafratein

Wo apni saari nafratein mujh pay lutata raha....
Mera dil jis ko sada mohabbatein sikhata raha....
Us ki aadat ka zara ye pehlo to dekho....
Mujh se kiay vaaday wo kisi aur se nibhata raha....
Kuch khabar nahi wo shaks kya chahta tha....
K taaluq tor kar bhi mujh ko aazmata raha....
Tootay huay taaluq main bhi kitni mazbooti hai"WASI"....
Main jitna bhulata raha wo utna hi yaad aata raha